Saturday, May 17, 2008

kismat ka khel hai saraa....phirta tha mein awaraa...

kismat ka khel hai saraa....phirta tha mein awaraa...
yeh kya se kya ho gaya
char din ki zindagani ...har pal ek nayi kahani
kya tha mein kya ban gayaa..

kya hua jo laree choote...jivan ki gadi roothi
khwab hai to mujhko na jagaa..
zindagi ek pal mein saari..yun palat gayi humari..
jhooth hai to mujhko na bataa..

mumbai...suna tha yahan aadmi poori zindagi apni kismat..
slow track se fast track lane mein nikal deta ai
par dhai ghante mein meri kismat aise slow track se fast track par aa jaegi
yeh meine kabhi socha nahi tha..

sazaa..mazaa ban jaegi...yeh bhi kabhi socha nahi tha...
last local kya cguti saraa kismat patri par aa gaya..

kar lo jo bhi karna hai..hota hai jo hona hai..
guzra to pal yeh..phir na aega..
kya bura hai kya bhala hai..waqt hi shayad khuda hai..
ho jaane do phir dekha jaega...

No comments: