Saturday, May 17, 2008

haan Hai Koi to wajah

haan Hai Koi to wajah
To jeena ka maza yun aane laga
Yeh hawaon mein hai kya
Thoda sa jo naasha yun chane laga
Pucho na pucha mujhe kya

Hua hai teri raahon mein aakar Pucho na pucha na
Pucho na pucha mujhe kya
Milega teri bahon mein aakar

Yeh Ishq Haaye Baithe bithaye
Jannat dikhaye haan
O raama
Yeh Ishq Haaye Baithe bithaye
Jannat dikhaye haan

Todi mene sare hi bandhan zamane Tere
Todongi na mein vada
Aadha hissa mere to dil ki kahani ka tu
Piya Mein baaki aadha
Dekho na dekho mujhe hua hai
Teri yaadhon mein kho kar
Pucho na pucha mujhe kya
Milega teri baton mein jeekar
Yeh Ishq Haaye Baithe bithaye
Jannat dikhaye haan
O raama
Yeh Ishq Haaye Baithe bithaye
Jannat dikhaye haan

Mere jaise lakho mile honge
Tujhko piya
Mujhe to mila tuu hi
Tu hi mere hooton ki khilti hui se hasi
Gila bhi piya tu hi
Dekho na dekho mujhe kya hua hai
Tujhe sapno mein lakar dekho na dekho
Pucho na pucha mujhe kya
Hua hai teri baaton mein aakar
Yeh Ishq Haaye Baithe bithaye
Jannat dikhaye haan
O raama
Yeh Ishq Haaye Baithe bithaye
Jannat dikhaye haan
haan Hai Koi to wajah
To jeena ka maza yun aane laga
Yeh hawaon mein hai kya
Thoda sa jo naasha yun chane laga
Pucho na pucha mujhe kya

Hua hai teri raahon mein aakar Pucho na pucha na
Pucho na pucha mujhe kya
Milega teri bahon mein aakar
Yeh Ishq Haaye Baithe bithaye
Jannat dikhaye haan
O raama
Yeh Ishq Haaye Baithe bithaye
Jannat dikhaye haan
Yeh Ishq Haaye Baithe bithaye
Jannat dikhaye haan
O raama
Yeh Ishq Haaye Baithe bithaye
Jannat dikhaye haan

1 comment:

Anonymous said...

Unko Khuda Mile, Hai Khuda Ki Jinhein Talaash
Mujh Ko To Ek Nazar, Yaar Ki Mile

http://cutesweetchildren.blogspot.com
http://cartoonfunda.blogspot.com
http://womensaree.blogspot.com
http://itschildrenworld.blogspot.com
Visit My Website