Saturday, May 17, 2008

jab koi baat bhigad jaye,

jab koi baat bhigad jaye,
jab koi mushkil padh jaye ,
tum dena saath mera ,
oh humnavaa..
na koi hai, na koi tha,
zindagi mein tumhare siva
tum dena saath mera ,
oh humnavaa..

ho chandani jab tak raat,
deta hai har koi saath,
magar tum aandhero mein
na chodhana mera haath


jab koi baat bhigad jaye,
jab koi mushkil padh jaye ,
tum dena saath mera ,
oh humnavaa..
na koi hai, na koi tha,
zindagi mein tumhare siva
tum dena saath mera ,
oh humnavaa..

vaafadari ki vo rasme,
nibhaye ge hum tum kasmein,
ek bhi saans zindagi ki,
jab tak ho aapne bas mein,

jab koi baat bhigad jaye,
jab koi mushkil padh jaye ,
tum dena saath mera ,
oh humnavaa..
na koi hai, na koi tha,
zindagi mein tumhare siva
tum dena saath mera ,
oh humnavaa..

No comments: