Thursday, May 29, 2008

(rang raliyon ka hai mela

(rang raliyon ka hai mela
saath hai saathi albela
aur is anjaane safar mein
dil ka raaahi hai akela) - 2
(dheere dheer dil jaane laga
dheere dheere koi bhaane laga) - 2
dheere dheere har na na na bhi
ho gayi dekho ha
dheere dheere hua dil yeh jawaan
dheere dheere jage naye armaan
dheere dheere har na na na bhi
ho gayi dekho ha ha ha

(nayi nayi raahen nayi manzil

(nayi nayi raahen nayi manzil
naye naye jalwe nayi mehfil
sab kutch hai naya aur dekho
nayi si ada se dhadke dil) - 2
(dheere dheere gayi duniya badal
dheere dheere badla har pal) - 2
dheere dheere har na na na bhi
ho gayi dekho ha
dheere dheere hua dil yeh jawaan
dheere dheere jage naye armaan
dheere dheere har na na na bhi
ho gayi dekho ha ha ha

Saturday, May 17, 2008

AKSHAY KUMAR

Bollywood actor Akshay Kumar is the latest film celebrity to be bestowed with an honorary doctorate degree by the University of Windsor in Canada. In fact, Akshay was honored in Ontario on May 9 as he has been actively involved in the social work both in India and Canada. Significantly, the actor is in the process of setting up a home for the elderly, especially those in the Indian community, many of whom are neglected by their kin. On receiving the doctorate Akshay said, "This honor that I have received today is bigger than the Oscar, I am truly humbled". Akshay now has joined the league of honorary doctorate personalities like Yash Chopra, Amitabh Bachchan Shabana Azmi and Shilpa Shetty, who were conferred similar kind of honorary doctorates from foreign universities in the past.

FROM:----http://www.india-forums.com/bollywood/

[(dekhoon tujhe toh pyaar aaye

[(dekhoon tujhe toh pyaar aaye
sine se dil chala jaaye) - 2
tere aane se pehle, tere jaane ke baad
aati hai aati hai teri hi teri yaad
teri hi yaad sataaye] - 2
dekhoon tujhe toh pyaar aaye
sine se dil chala jaaye

aankhon mein tera hi chehra rehta hai
yaadon pe tera hi pehra rehta hai
nindon mein tere hi sapne sajate hai
honton pe tere hi nagame bajate hai
o mere rehnuma tujhse hai har daastaan
tu hi hai manjil meri, tu hi hai mera jahaan
tu hi mera jahaan
tere aane se pehle, tere jaane ke baad
aati hai aati hai teri hi teri yaad
teri hi yaad sataaye
dekhoon tujhe toh pyaar aaye
sine se dil chala jaaye

mujhpe jo chhaaya hai tera junoon hai
tu meri bechaini mera sukuun hai
tera pyaar hai sawaar mujhpe toh iss kadar
ik siva tere na aaye koyi nazar
aur gehri huyi dil ki gehraayiya
abb toh ?? nahi mujhko tanahaayiya, mujhko tanahaayiya
tere aane se pehle, tere jaane ke baad
aati hai aati hai teri hi teri yaad
teri hi yaad sataaye
(dekhoon tujhe toh pyaar aaye
sine se dil chala jaaye) - 2

Na hai yeh pana

Na hai yeh pana
Na Khona hi hai
Tera Na hona jane
Kyun hona hi hai
Tum se hi din hota hai
Surmaiye shaam aati
Tumse hi tumse hi
Har ghadi saans aati hai

Zindagi kehlati hai
Tumse hi tumse hi
Na hai yeh pana
Na Khona hi hai
Tera Na hona jane
Kyun hona hi hai
Aankhon mein ankhne teri
Bahoon mein baahein teri
Mera na mujhe mein kuch raha hua kya
Baaton mein baatein teri
Raatein saugatein teri
Kyun tera sab yeh ho gaya
hua kya
Mein kahin bhi jata hoon
Tumse hi mil jata hoon
Tumse hi tumse hi
Shoor mein khamoshi hai
Thodi se Behoshi hai
Tum se hi tum se hi
Aadha sa wada kabhi
Aadhe se jayada kabhi
Jee chahe karlu is trah wafa ka
Chode na chote kabhi
Tode na tute kabhi
Jo dhaga tumse jud gaya wafa ka
Mein Tera sharmaya hoon
Jo mein ban paya hoon
Tumse hi tumse hi
Raste miljate hai
Manzile miljati hai
Tumse hi tumse hi
Na hai yeh pana
Na Khona hi hai
Tera Na hona jane
Kyun hona hi hai

haan Hai Koi to wajah

haan Hai Koi to wajah
To jeena ka maza yun aane laga
Yeh hawaon mein hai kya
Thoda sa jo naasha yun chane laga
Pucho na pucha mujhe kya

Hua hai teri raahon mein aakar Pucho na pucha na
Pucho na pucha mujhe kya
Milega teri bahon mein aakar

Yeh Ishq Haaye Baithe bithaye
Jannat dikhaye haan
O raama
Yeh Ishq Haaye Baithe bithaye
Jannat dikhaye haan

Todi mene sare hi bandhan zamane Tere
Todongi na mein vada
Aadha hissa mere to dil ki kahani ka tu
Piya Mein baaki aadha
Dekho na dekho mujhe hua hai
Teri yaadhon mein kho kar
Pucho na pucha mujhe kya
Milega teri baton mein jeekar
Yeh Ishq Haaye Baithe bithaye
Jannat dikhaye haan
O raama
Yeh Ishq Haaye Baithe bithaye
Jannat dikhaye haan

Mere jaise lakho mile honge
Tujhko piya
Mujhe to mila tuu hi
Tu hi mere hooton ki khilti hui se hasi
Gila bhi piya tu hi
Dekho na dekho mujhe kya hua hai
Tujhe sapno mein lakar dekho na dekho
Pucho na pucha mujhe kya
Hua hai teri baaton mein aakar
Yeh Ishq Haaye Baithe bithaye
Jannat dikhaye haan
O raama
Yeh Ishq Haaye Baithe bithaye
Jannat dikhaye haan
haan Hai Koi to wajah
To jeena ka maza yun aane laga
Yeh hawaon mein hai kya
Thoda sa jo naasha yun chane laga
Pucho na pucha mujhe kya

Hua hai teri raahon mein aakar Pucho na pucha na
Pucho na pucha mujhe kya
Milega teri bahon mein aakar
Yeh Ishq Haaye Baithe bithaye
Jannat dikhaye haan
O raama
Yeh Ishq Haaye Baithe bithaye
Jannat dikhaye haan
Yeh Ishq Haaye Baithe bithaye
Jannat dikhaye haan
O raama
Yeh Ishq Haaye Baithe bithaye
Jannat dikhaye haan

Ek din ..Ek din teri raahon

Ek din ..Ek din teri raahon
Baahoon mein panaahon mein
Aungaa khojaunga
Ek din tera ho jaunga ]2

[Yeh dil to na keh yeh baatein
dil to na keh saka]2

[Tu jaane na tu
Chaahat meri kitni betaab hai ]2
Ho jo barso meri palkon mein tha
Tu wohi khwaab hai

[Har ghadi har ghadi yaadoon mein
vaadon mein iradon mein
Aungaa khojaunga
Ek din tera ho jaunga ]2

[Yeh dil to na keh yeh baatein
Dil to na keh saka ]2

[Yeh Jhukti nazar
Jaane jigar hosh lejati hai ]2
Mein kaise kahon
Ek ajnabi dard dejati hai

Chupke se Chupke se teri neeedon mein
Khwaabon mein khayalon mein
Chaaunga Khojunga


[Ek din ..Ek din teri raahon
Baahoon mein panaahon mein
Aungaa khojaunga
Ek din tera ho jaunga ]2
[Yeh dil to na keh yeh baatein
dil to na keh saka]4

Ek Din Aap Yoon Humko Mil Jayenge

Ek Din Aap Yoon Humko Mil Jayenge
Phool Hi Phool Raahon Mein Khil Jayenge
Maine Socha Na Tha
Ek Din Aap Yoon Humko Mil Jayenge
Phool Hi Phool Raahon Mein Khil Jayenge
Maine Socha Na Tha

Ek Din Zindagi Itni Hogi Haseen
Jhoomega Aasmaan Gaayegi Ye Zameen
Ek Din Zindagi Itni Hogi Haseen
Jhoomega Aasmaan Gaayegi Ye Zameen
Maine Socha Na Tha

Dil Ki Daali Pe Kaliyaan Si Khilne Lagin
Jab Nigaahein Nigaahon Se Milne Lagin
Dil Ki Daali Pe Kaliyaan Si Khilne Lagin
Jab Nigaahein Nigaahon Se Milne Lagin
Ek Din Is Tarah Hosh Kho Jayenge
Paas Aaye To Madhosh Ho Jayenge
Maine Socha Na Tha

Ek Din Aap Yoon Humko Mil Jayenge
Phool Hi Phool Raahon Mein Khil Jayenge
Maine Socha Na Tha

Jagamagati Hui Jaagti Raat Hai
Raat Hai Ya Sitaaron Ki Barsaat Hai
Jagamagati Hui Jaagti Raat Hai
Raat Hai Ya Sitaaron Ki Barsaat Hai
Ek Din Dil Ki Raahon Mein Apne Liye
Jal Uthenge Mohabbat Ke Itne Diye
Maine Socha Na Tha

Ek Din Zindagi Itni Hogi Haseen
Jhoomega Aasmaan Gaayegi Ye Zameen
Maine Socha Na Tha

Ek Din Aap Yoon Humko Mil Jayenge
Phool Hi Phool Raahon Mein Khil Jayenge
Maine Socha Na Tha

Maine Socha Na Tha
Maine Socha Na Tha

Tinka Tinka jara jara

Tinka Tinka jara jara
hai roshni se jaise bhara
Tinka Tinka jara jara
hai roshni se jaise bhara
Har dil main armaan hote to hai
bas koi samjhe jara

Tinka Tinka jara jara
hai roshni se jaise bhara
Tinka Tinka jara jara
hai roshni se jaise bhara
Har dil main armaan hote to hai
bas koi samjhe jara

Dil pe ek naya sa nasha cha gaya
kho raha tha jo khwaab vo laut aa gaya
Dil pe ek naya sa nasha cha gaya
kho raha tha jo khwaab vo laut aa gaya
Yeh jo ehsaas hai jo karaar hai
kya issi ka hi naam pyaar hai
Yeh jo ehsaas hai jo karaar hai
kya issi ka hi naam pyaar hai
pootche dil thumke jara
Tinka Tinka jara jara
hai roshni se jaise bhara
Har dil main armaan hote to hai - 2
bas koi samjhe jara
Tinka Tinka Tinka Tinka

jab koi baat bhigad jaye,

jab koi baat bhigad jaye,
jab koi mushkil padh jaye ,
tum dena saath mera ,
oh humnavaa..
na koi hai, na koi tha,
zindagi mein tumhare siva
tum dena saath mera ,
oh humnavaa..

ho chandani jab tak raat,
deta hai har koi saath,
magar tum aandhero mein
na chodhana mera haath


jab koi baat bhigad jaye,
jab koi mushkil padh jaye ,
tum dena saath mera ,
oh humnavaa..
na koi hai, na koi tha,
zindagi mein tumhare siva
tum dena saath mera ,
oh humnavaa..

vaafadari ki vo rasme,
nibhaye ge hum tum kasmein,
ek bhi saans zindagi ki,
jab tak ho aapne bas mein,

jab koi baat bhigad jaye,
jab koi mushkil padh jaye ,
tum dena saath mera ,
oh humnavaa..
na koi hai, na koi tha,
zindagi mein tumhare siva
tum dena saath mera ,
oh humnavaa..

kismat ka khel hai saraa....phirta tha mein awaraa...

kismat ka khel hai saraa....phirta tha mein awaraa...
yeh kya se kya ho gaya
char din ki zindagani ...har pal ek nayi kahani
kya tha mein kya ban gayaa..

kya hua jo laree choote...jivan ki gadi roothi
khwab hai to mujhko na jagaa..
zindagi ek pal mein saari..yun palat gayi humari..
jhooth hai to mujhko na bataa..

mumbai...suna tha yahan aadmi poori zindagi apni kismat..
slow track se fast track lane mein nikal deta ai
par dhai ghante mein meri kismat aise slow track se fast track par aa jaegi
yeh meine kabhi socha nahi tha..

sazaa..mazaa ban jaegi...yeh bhi kabhi socha nahi tha...
last local kya cguti saraa kismat patri par aa gaya..

kar lo jo bhi karna hai..hota hai jo hona hai..
guzra to pal yeh..phir na aega..
kya bura hai kya bhala hai..waqt hi shayad khuda hai..
ho jaane do phir dekha jaega...
sholon se..sholon se… teri aankhon ki yeh roshni.
.kiske liye hai..kiske liye hai..
chandni .chandni…terechehre ki yeh chandni..
kiske liye hai…kiske liye hai..

tera muskurana..nazar yu jhukana..
mere liye hai..bas..mere liye hai..

samjho…mera jo ishara hai..
jo bhi hai mera ..woh tumhara hai..
leher mein koi …ho koi..
mazil jo ho who tumhara hai

yeh meri adaaein yeh meri wafaaein
tujhko pata hai sab tere liye hai…

sholon si ..sholon si ..meri aankhon ki yeh roshni
tere liye hai..tere liye hai..
.chandni..chandni…mere chehre ki chandni..
tere liye hai…tere liye hai..

hanske..dikha do deewane ko..
jo ho raha hai..ho jane do..

dil ki yeh uljhan…zubaan pe..
aati hai to aa bhi jane do…

yeh hothon ki narmi..
yeh saanso ki garmi...

yeh hothon ki narmi..
yeh saanso ki garmi..
mere liye hai..bas mere liye hai..

sholon si..sholon si....
............kiske liye hai....
......

TERE LIYE - VEER ZAARA

TERE LIYE - VEER ZAARA

Tere liye hum hai jiye…

Hotton ko siye…..

Tere liye hum hai jiye ..

Har aansoon piye…

Dil mei magar jalte rahe chahat ke diye…

Tere liye… tere liye….



Jindagi leke aayi hai bite dinon ki kitab…

Jindagi leke aayi hai bite dino ki kitab….

Ghere hai ab hame yaadein behisaab,……..

Bin pooche mile mujhe kitne saare jawab…….

Chaha tha kya… paya hai kya….

Hamne dekhiye…

Dil mei magar jalte rahe chahat ke diyeee…

Tere liye………



Kya kahun duniya ne kiya mujhse kaisa bair….

Kya kahun duniya ne kiya mujhse kaisa bair…

Hukum tha mai jiyun lekin tere bagair….

Nadan hai wo kehte hai jo…

Mere liye tum ho gair…

Kitne sitam hampe sanam logo ne kiye….

Dil mei magar jalte rahe chahat ke diye….

Tere liye….

Tere liye tere liye…….

Friday, May 16, 2008

AGAR TUM MIL JAO - ZEHAR

AGAR TUM MIL JAO - ZEHAR

agar tum mil jao.....
jamana chod denge hum.....

agar tum mil jao..
jamana chod denge hum..
tumhe pakar jamane varse
rishta tod denge hum....

bina tere koi dilkash najara
hum na dekhenge.....
tumhe na ho pasand usko dobara
hum na dekhenge..
teri surat na ho jisme
vo seesha tod denge hum...
agr tum mil jao..
jamana chod denge hum...

tere dilme rahenge...
tujhko apna ghar bana lenge....
tere khwabon ko gaheno ki tarah
khud par sakja lenge..
kasam teru kasam takdir ka
rukh mod lenge hum....

tumhe hum apne jism jaan me
kuch aise basa lenge.......
tere khusbu apne jism ki
khusboo bana lenge....
khuda se bhi na jo tute..
vo rishtaa jod lenge hum....

agar tum mil jao..
jamana chod denge hum..
tumhe pakar jamane varse
rishta tod denge hum....

MERI DUNIA MEIN AKE MAT JA - TUM BIN

MERI DUNIA MEIN AKE MAT JA - TUM BIN

Isque ka dard hai….dard hai isque ka………
Meri duniame ake mat ja…… matja……..kahin mat ja ….
Meri dunia me aake mat ja ……..matja……mat ja……….mat jaaaaaaaaaa……
Kahin mat ja…..
Kya maine paa liya hai…..
Kya maine kho diya hai…..
Shayed yeh soch kar hi
dil aj ro diya hai…….
Tu hi to tha mera apna….
Kaise fir yeh tuta sapna…..
Tu jo milke kho jayega…..
Jeena muskil ho jayega………………
Meri duniame ake mat ja….mat ja……..kahin maat ja…
Isque kagaj hai dard hai isque…….
…………………………………
Yeh isque ki hai rahein…
mai jinpe chal raha hu….
Yeh isque me na jane
mai kabse jal raha hu…..
mai to hut tera dewana …
tune mujhko na pahechana…
Dilbar mere aisa nakar….
Chahat me tu ruswa na kar….
Meri dunia me aake mat ja…mat ja…mat jaa….
.kahin mat ja…..

AAOGE JAB TUM O SAAJNA - JAB WE MET

AAOGE JAB TUM O SAAJNA - JAB WE MET

Aaoge jab tum oh saajna
Aaoge jab tum oh saajna
aagna phool khilenge
barsega saavan
barsega saavan jhoom jhoom ke
do dil ese milenge

naina tere kazrale hai
naino pe hum dil haare hai
aanzane hi tere naino ne
vaade kiye kayi saare hai

saasoo ki le madham chale
to se kahe
barsega saavan
barsega saavan jhoom jhoom ke
do dil ese milenge

chanda ko taku raato mein
hai zindagi tere haatho mein
palko pe zhil mil taare hai
aana bhaari barsato mein
sapno ka jaha hoga khil khila
barsega saavan
barsega saavan jhoom jhoom ke
do dil ese milenge

ZINDAGI MEIN KABHI KOI AAYE NA RABBA - MUSAFIR

ZINDAGI MEIN KABHI KOI AAYE NA RABBA - MUSAFIR

Zindagi mein kabhi koi aaye na rabba
aaye jo koi to jaye ne rabba
dene ho agar bayad aansu
to pehle koi haasae na rabba

Zindagi mein kabhi koi aaye na rabba
aaye jo koi to jaye ne rabba
dene ho agar bayad aansu
to pehle koi haasae na rabba

dilke jo aarman the dilmein hi reh gaye
aaski jo ki to aasko mein beh gaye
gham ka phasana hai dard yeh purana hai
hoo.. gham ka phasana hai dard yeh purana hai
itna bhi koi yaad aaye na rabba
Zindagi mein kabhi koi aaye na rabba
aaye jo koi to jaye ne rabba
dene ho agar bayad aansu
to pehle koi haasae na rabba

yehi sochta hu kaise usko bhulau mein
na vo kabhi aayegi na use bhool payuga
jeene ka dhikana hai ,
na maarne ka bahana hai
jeene ka dhikana hai ,
na maarne ka bahana hai
itna bhi koi yaad aaye na rabba

Zindagi mein kabhi koi aaye na rabba
aaye jo koi to jaye ne rabba
dene ho agar bayad aansu
to pehle koi haasae na rabba

JOGI AAYA -

JOGI AAYA -

Jogi aaya jogi aaya jogi aaya re… jogi aaya

Jogi aaya jogi aaya jogi aaya re

Jogi aaya jogi aaya jogi aaya re

Heere moti prem ke aanokhe laya re

Jogi aaya jogi aaya jogi aaya re

Heere moti prem ke aanokhe laya re

Jogi aaya jogi aaya

Saare jholi pyaar se woh bhar laya re

Jogi aaya jogi aaya jogi aaya re

Jogi aaya jogi aaya jogi aaya re

Saare jholi pyaar se woh bhar laya re

Jogi aaya

Jogi aaayaaa

Jogi tera rang aanokha

Jogi tera rang aanokha

Pyaara lage tera dhoka

Jogi aaya jogi aaya jogi aaya re

Jogi aaya re jogi aaya re jogi aaye re jogi aaye re

Maan chalchal hai prem ka rogi

Maan chalchal hai prem ka rogi

Mujhko sang laga re jogi

Jogi aaya jogi aaya jogi aaya re

Jogi aaya jogi aaya jogi aaya re

Tere roop ke dhoop nirali

Tere roop ke dhoop nirali

Chamak uti mein bholi bhali

Jogi aaya jogi aaya re

Jogi aaya jogi aaya jogi aaya re

Jogi aaya jogi aaya jogi aaya re

Heere moti prem ke aanokhe laya re

Saare jholi pyaar se woh bhar laya re

Saare jholi pyaar se woh bhar laya re

IL NE TUM KO CHUN LIYA - JHANKAR BEATS

IL NE TUM KO CHUN LIYA - JHANKAR BEATS

Dil Ne Tum Ko Chun Liya Hai
Tum Bhi Usko Chuno Na
Khwaab Koi Dekhta Hai
Tum Bhi Sapne Buno Na
Dil Ne Tum Ko Chun Liya Hai
Tum Bhi Usko Chuno Na
Khwaab Koi Dekhta Hai
Tum Bhi Sapne Buno Na
Dil Yeh Mera Tumse Kuch Keh Raha Hai
Suno Na
Dil Yeh Mera Tumse Kuch Keh Raha Hai
Suno Na
Dil Ne Tum Ko Chun Liya Hai
Tum Bhi Usko Chuno Na
Khwaab Koi Dekhta Hai
Tum Bhi Sapne Buno Na
Dil Yeh Mera Tumse Kuch Keh Raha Hai
Suno Na
Dil Yeh Mera Tumse Kuch Keh Raha Hai
Suno Na

Durr Ho Kar Bhi Durr Tum Nahin Ho
Paas Ho Lekin Paas Kyon Nahin Ho
Durr Ho Kar Bhi Durr Tum Nahin Ho
Paas Ho Lekin Paas Kyon Nahin Ho
Tanha Tanha Sama Mehki Mehki Hawa
Keh Raha Hai Jahan Jo Suno Na
Dil Ne Tum Ko Chun Liya Hai
Tum Bhi Usko Chuno Na
Khwaab Koi Dekhta Hai
Tum Bhi Sapne Buno Na
Dil Yeh Mera Tumse Kuch Keh Raha Hai
Suno Na
Dil Yeh Mera Tumse Kuch Keh Raha Hai
Suno Na

Dekhlo Mausam Kitna Suhana Hai
Pyaar Karne Ka Yeh To Ek Bahana Hai
Dekhlo Mausam Kitna Suhana Hai
Pyaar Karne Ka Yeh To Ek Bahana Hai
Muskurati Fiza Gungunati Hawa
Kehraha Hai Jahan Jo Suno Na
Dil Ne Tum Ko Chun Liya Hai
Tum Bhi Usko Chuno Na
Khwaab Koi Dekhta Hai
Tum Bhi Saapne Buno Na
Dil Yeh Mera Tumse Kuch Keh Raha Hai
Suno Na
Dil Yeh Mera Tumse Kuch Keh Raha Hai
Suno Na Suno Na

BOL NA HALKE HALKE - JHOOM BARABAR JHOOM

BOL NA HALKE HALKE - JHOOM BARABAR JHOOM

dhaage tod laao chandani se noor ke
ghoonghat hi bana lo roshani se noor ke - 2
sharm aa gayi toh aaghosh mein lo
ho saanson se ulajhi rahein meri saansein
bol na halke halke, bol na halke halke
honth se halke halke, bol na halke - 2

aa nind ka sauda karein, ek khwaab de, ek khwaab le
ek khwaab toh aankhon mein hai, ek chaand ke takiye talein
kitane dino se yeh aasamaan bhi soya nahi hai, isako sula de
(bol na halke halke, bol na halke halke
honth se halke halke, bol na halke) - 2

umarein lagi kehate huve, do labz the ek baat thi
woh ek din sau saal ka, sau saal ki woh raat thi
kaisa lage jo chup chaap dono,
ho ek pal mein puri sadiyaan bitaayein

bol na halke halke, bol na halke halke
honth se halke halke
o dhaage tod laao chaanadani se noor ke
o ghoonghat hi bana lo roshani se noor ke
sharm aa gayi toh aaghosh mein lo
ho saanson se ulajhi rahein meri saansein
(bol na halke halke, bol na halke halke
honth se halke halke, bol na halke) - 2

HULCHUL HUI - AAJA NACHLE

HULCHUL HUI - AAJA NACHLEHulcul hui zara shor hua
Dil chor hua teri aor hua x2
Esi chale jab hawa
Ishq hua hi hua x2
Hulcul hui zara shor hua
Dil chor hua teri aor hua x2
Esi chale jab hawa
Ishq hua hi hua x2
Ishq Hua haaye
Ishq Hua haayaaaeeeein
Palko Se hoton tak jo rah nikalti hai
Gujare na wahan se yeh teri galti hai
Palko Se hoton tak jo rah nikalti hai
hooo
Rehte hain abb hum wahan
Ishq hua hi hua
hoo
Esi chale jab hawa
Ishq hua hi hua

Hulcul hui zara shor hua
Dil chor hua teri aor hua
la alal ala a
Ishq hua
Kadmo ko sambhale
Nazaro ka kya karein
Nazro ko sambhale
to Dil ka kya karein
Kadmo ko sambhale
Nazaro ka kya karein
Dil ko sambhale zubaan
Ishq hua hi hua
Esi chale jab hawa
Ishq hua hi hua
Hulcul hui zara shor hua
Dil chor hua teri aor hua x2
Ishq hua x2

SURAJ HUA MADDHAM - KABHI KHUSHI KABHI GHAM

SURAJ HUA MADDHAM - KABHI KHUSHI KABHI GHAM

Suraj Hua Maddham Chaand Jalne Laga
Aasmaan Yeh Haay Kyon Pighalne Laga
Suraj Hua Maddham Chaand Jalne Laga
Aasmaan Yeh Haay Kyon Pighalne Laga
Main Thehra Raha Zameen Chalne Lagi
Dhadka Yeh Dil Saas Thamne Lagi
Oh Kya Yeh Mera Pehla Pehla Pyaar Hai
Sajna Kya Yeh Mera Pehla Pehla Pyaar Hai
Suraj Hua Maddham Chaand Jalne Laga
Aasmaan Yeh Haay Kyon Pighalne Laga
Suraj Hua Maddham Chaand Jalne Laga
Aasmaan Yeh Haay Kyon Pighalne Laga
Main Thehra Raha Zameen Chalne Lagi
Dhadka Yeh Dil Saas Thamne Lagi
Oh Kya Yeh Mera Pehla Pehla Pyaar Hai
Sajna Kya Yeh Mera Pehla Pehla Pyaar Hai

Hai Khoobsurat Yeh Pal Sab Kuch Raha Hai Badal
Sapne Haqeeqat Mein Jo Dhal Rahe Hain
Kya Sadiyon Se Purana Hai Rishta Yeh Hamara
Ke Jis Tarah Tum Se Hum Mil Rahe Hai
Yunhi Rahe Har Dam Pyaar Ka Mausam
Yunhi Milo Hum Se Tum Janam Janam
Main Thehra Raha Zameen Chalne Lagi
Dhadka Yeh Dil Saas Thamne Lagi
Kya Yeh Mera Pehla Pehla Pyaar Hai
Sajna Kya Yeh Mera Pehla Pehla Pyaar Hai

Tere Hi Rang Se Yun Mein To Rangi Hoon Sanam
Paake Tujhe Khud Se Hi Kho Rahin Hoon Sanam
Oh Mahiya Main Tere Ishq Mein Haan Doob Ke

Paar Mein Ho Rahi Hoon Sanam
Sagar Hua Pyaasa Raat Jagne Lagi
Shole Ke Dil Mein Bhi Aag Jalne Lagi
Main Thehra Raha Zameen Chalne Lagi
Dhadka Yeh Dil Saas Thamne Lagi
Kya Yeh Mera Pehla Pehla Pyaar Hai
Sajna Kya Yeh Mera Pehla Pehla Pyaar Hai
Suraj Hoaa Maddham Chaand Jalne Laga
Aasmaan Yeh Haay Kyon Pighalne Laga
Sajna Kya Yeh Mera Pehla Pehla Pyaar Hai

SURAJ HUA MADDHAM - KABHI KHUSHI KABHI GHAM

SURAJ HUA MADDHAM - KABHI KHUSHI KABHI GHAM
Suraj Hua Maddham Chaand Jalne Laga
Aasmaan Yeh Haay Kyon Pighalne Laga
Suraj Hua Maddham Chaand Jalne Laga
Aasmaan Yeh Haay Kyon Pighalne Laga
Main Thehra Raha Zameen Chalne Lagi
Dhadka Yeh Dil Saas Thamne Lagi
Oh Kya Yeh Mera Pehla Pehla Pyaar Hai
Sajna Kya Yeh Mera Pehla Pehla Pyaar Hai
Suraj Hua Maddham Chaand Jalne Laga
Aasmaan Yeh Haay Kyon Pighalne Laga
Suraj Hua Maddham Chaand Jalne Laga
Aasmaan Yeh Haay Kyon Pighalne Laga
Main Thehra Raha Zameen Chalne Lagi
Dhadka Yeh Dil Saas Thamne Lagi
Oh Kya Yeh Mera Pehla Pehla Pyaar Hai
Sajna Kya Yeh Mera Pehla Pehla Pyaar Hai

Hai Khoobsurat Yeh Pal Sab Kuch Raha Hai Badal
Sapne Haqeeqat Mein Jo Dhal Rahe Hain
Kya Sadiyon Se Purana Hai Rishta Yeh Hamara
Ke Jis Tarah Tum Se Hum Mil Rahe Hai
Yunhi Rahe Har Dam Pyaar Ka Mausam
Yunhi Milo Hum Se Tum Janam Janam
Main Thehra Raha Zameen Chalne Lagi
Dhadka Yeh Dil Saas Thamne Lagi
Kya Yeh Mera Pehla Pehla Pyaar Hai
Sajna Kya Yeh Mera Pehla Pehla Pyaar Hai

Tere Hi Rang Se Yun Mein To Rangi Hoon Sanam
Paake Tujhe Khud Se Hi Kho Rahin Hoon Sanam
Oh Mahiya Main Tere Ishq Mein Haan Doob Ke

Paar Mein Ho Rahi Hoon Sanam
Sagar Hua Pyaasa Raat Jagne Lagi
Shole Ke Dil Mein Bhi Aag Jalne Lagi
Main Thehra Raha Zameen Chalne Lagi
Dhadka Yeh Dil Saas Thamne Lagi
Kya Yeh Mera Pehla Pehla Pyaar Hai
Sajna Kya Yeh Mera Pehla Pehla Pyaar Hai
Suraj Hoaa Maddham Chaand Jalne Laga
Aasmaan Yeh Haay Kyon Pighalne Laga
Sajna Kya Yeh Mera Pehla Pehla Pyaar Hai

YE SAJISH - FANAA

YE SAJISH - FANAA

ye sajish hai bundon ki
koi khwaish hai chup chup si
dekho na dekho na
hawa kuch haule haule
zuban se kya kuch bole
kyun duri hai ab darmiyan
dekho na dekho na.......
phir na hawayen hongi itni besharm
phir na dagmag dagmag hongi ye qadam
sawan ye seedha nahin khuphiyan bada
kuch to baras te hue kehraha
samjhona....
samjho na...
jugnu jaisi chahat dekho jale bujhe
meethisi mushkil hai koi kya kare
hmm hoton ki arzi aise thukraona
sanson ki marzi ko jhtlao na
choolo na.....choolo na

SONA SONA ROOP HAI

SONA SONA ROOP HAI
Ishq jiska naseeb hota hai, rab usi ke kareeb hota hai
Ajnabi se mil gayi ankhiyaan, dil ka rishta ajeeb hota hai
Sona sona roop hai, humko guroor hai
Lut jaaoge tum haai rabba
Kudi main haseen hoon, thodi namkeen hoon
Mar jaaoge tum haai rabba
Aag lagaayegi, dhoom machaayegi, shaamat aayegi
Jawaani aayi hai, qayaamat aayi hai - 2


Sona sona roop hai, uspe guroor hai
Lut gaye hum to haai rabba
Kudi yeh haseen hai, badi namkeen hai
Mar gaye hum to haai rabba
Ankhiyon se waarkar seene vich paarkar dil tadpaati hai
Nazaakat aati hai, kamar balkhaati hai - 2
Bholi bhaali, yeh nashe di hai pyaali
Ghaayal kar gayi, ho labon ki laali


Pyaari pyaari, main hoon ek chingaari
Chhuo na na, ho main hoon kunwaari


Bane meri gharwaali, yeh laal paraande waali
Gore gaal gulaabi, har ada hai matwaali

Sona sona roop hai, humko guroor hai
Lut jaaoge tum haai rabba
Kudi main haseen hoon, thodi namkeen hoon
Mar jaaoge tum haai rabba
Aag lagaayegi, dhoom machaayegi, shaamat aayegi
Jawaani aayi hai, qayaamat aayi hai - 2


Arre re teri yeh umar hai naadaani
Ishq lada le, haan o deewaani


Oye hoye hoye hoye, tere jaise kayi dekhe hai deewaane
Kar le chaahe, ho laakh bahaane


Arre bane raat ki rani, aa kar de shaam suhaani
Ishq mein jal jaane de, yeh fala hai toofaani

Sona sona roop hai, humko guroor hai
Lut jaaoge tum haai rabba
Kudi main haseen hoon, thodi namkeen hoon
Mar jaaoge tum haai rabba
Aag lagaayegi, dhoom machaayegi, shaamat aayegi
Jawaani aayi hai, qayaamat aayi hai - 2


Hoye, sona sona roop hai, uspe guroor hai
Lut gaye hum to haai rabba
Kudi yeh haseen hai, badi namkeen hai
Mar gaye hum to haai rabba
Ankhiyon se waarkar seene vich paarkar dil tadpaati hai
Nazaakat aati hai, kamar balkhaati hai - 2

Jawaani aayi hai, qayaamat aayi hai - 2

(Jawaani aayi hai, qayaamat aayi hai - 2)

HUMEI TUM SE PYAAR KITANAA

HUMEI TUM SE PYAAR KITANAA

humei tum se pyaar kitanaa, ye hum naheen jaanate
magar jee naheen sakate, tumhaare beenaa

sunaa gam judaee kaa, uthhaate hain log
jaane jindagee kaise, bitaate hain log
din bhee yahaa to lage, baras ke samaan
humei intajaar kitanaa, ye hum naheen jaanate
magar jee naheen sakate, tumhaare beenaa

tumhe koee aaur dekhe, to jalataa hain dil
badee mushkilon se fir, sanbhalataa hain dil
kyaa, kyaa jatan karate hai, tumhe kyaa pataa
ye dil bekaraar kitanaa, ye hum naheen jaanate
magar jee naheen sakate, tumhaare beenaa

AANKHON MEIN TERI - OM SHANTI OM

AANKHON MEIN TERI - OM SHANTI OM

Aankhon mein teri
Ajab si ajab si adayein hai
hoo Aankhon mein teri
Ajab si ajab si adayein hai
Dil ko banade jo patang saa se
Yeh teri woh haawaien hai
Yeh teri woh haawaien hai
Aai aise raat hai jo
Bhahut khushnaseeb hai
Chahe jise door se duniya
Woh mere kareeb hai
Kitna kuch kehna hai
Phir bhi hai dil mein
Saawal hai kahin
Sapno mein jo roj kaha hai
Woh phir se kahun ya nahi
Aankhon mein teri
Ajab si ajab si adayein hai
hoo Aankhon mein teri
Ajab si ajab si adayein hai

Dil ko banade jo patang saa se
Yeh teri woh haawaien hai

Tere saath saath esha
Koi noor aaya hai
Chand teri roshni ka
Halka sa ek saaya hai
Teri nazaron ne dil ka Kiya jo hasar
Asar yeh hua

Abb inmein hi doob ke ho jau paar
Yehi hai Dua

Aankhon mein teri
Ajab si ajab si adayein hai
hoo Aankhon mein teri
Ajab si ajab si adayein hai

Dil ko banade jo patang saa se
Yeh teri woh haawaien hai

BAAHON KE DARMIYAAN

BAAHON KE DARMIYAAN

Baahon ke darmiyaan do pyaar mil rahe hain
Baahon ke darmiyaan do pyaar mil rahe hain
Jaane kya bole mann dole sunke badan
Dhadkan bani zubaan

Baahon ke darmiyaan do pyaar mil rahe hain
Jaane kya bole mann dole sunke badan
Dhadkan bani zubaan
Baahon ke durian

Khulte badn hote labhon ki ye ankahi
Khulte badn hote labhon ki ye ankahi
Mujhse keh rahi hai ki badhne de bekhudi
Mil yoon ki daud jaayein nas nas mein bijliyaan

Baahon ke darmiyaan do pyaar mil rahe hain
Jaane kya bole mann dole sunke badan
Dhadkan bani zubaan
Baahon ke durian

Aasmaan ko bhi ye haseen raaz hai pasand
Aasmaan ko bhi ye haseen raaz hai pasand
Uljhi uljhi saanson ki aawaaz hai pasand
Moti luta rahi hai saawan ki badliyaan

Baahon ke darmiyaan do pyaar mil rahe hain
Baahon ke darmiyaan do pyaar mil rahe hain
Jaane kya bole mann dole sunke badan
Dhadkan bani zubaan
Baahon ke darmiyaan .

JAB SE MERE NAINA

JAB SE MERE NAINA - SAAWARIYAAN

[lage re lage re lage re naianwa
lage re lage re]2

Jab se tere naina mere naino se lage re
Jab se tere naina mere naino se lage re
Tab se Deewana Hua aah haaa
Sab se begaana hua
Rab bhi deewana lage re oye oye
Rab bhi deewana lage re ho hohhohho

Jab se tere naina mere naino se lage re
Tab se Deewana Hua aah haaa
Tab se Deewana Hua aah haaa
Sab se begaana hua
Rab bhi deewana lage re oye oye
Rab bhi deewana lage re ho hohhohho

Jab se tere naina mere naino se lage re

[Dhin tak dhin tak dhin tak dhin
awesome]

Deewana yeh to deewana lage re

Hooo Jab se mila tera ishaara
Tab se jagi hai bechainiya
Jab se hui sargoshiyan
Tab se badhi hai Madhossiyan

Jab se jude yaara
Tere mere maan ke dhaage
Tab se Deewana Hua aah haaa
Tab se Deewana Hua aah haaa
Sab se begaana hua
Rab bhi deewana lage re oye oye
Rab bhi deewana lage re

Ho jab re hui hai tujhse shararat
Tab se gaya karar ho hoo
Jab se tera achal dhala
Tab se koi jaadoo chala

Jab se tujhe paaya
Yeh Jiya dhak dhak bhaage re
Tab se Deewana Hua aah haaa
Tab se Deewana Hua aah haaa
Sab se begaana hua
Rab bhi deewana lage re oye oye
Rab bhi deewana lage re ho hohhohho

Jab se tere naina mere naino se lage re

CHANDA KI DOLI

TITLE TRACK - CHANDA KI DOLI
chanda ki doli mein, pariyon ki jholi mein
shehzadi aayi meri
chanda ki doli mein, pariyon ki jholi mein
khushiyan woh layi meri
(palkon ke dar se woh aankhon ke ghar mein rahe
khwaabo ko sach hone de) - 2
har ek dua mein usko hi maanga sada
woh bhi mujhe maang le
chanda ki doli mein, pariyon ki jholi mein
shehzadi aayi meri oo oo oo o

aane se uske yaha mehka hain sara sama
usko toh sajda kare ab yeh zameen asmaan
mujhe hain yakeen itna hasin maine kahin dekha nahi
sun le jar tu yeh iltejaah hain khuda
woh kaash mujhko miley... ………………he sang going in front of her and kneeling down
chanda ki doli mein, pariyon ki jholi mein
shehzadi aayi meri oo oo oo o

khwaabo, khwaabo ka aao ek ghar banaye
harsu jaha hum mohabbat sajaye
subah shaam ho jaa dilkaashi,raat miley shabnami
ek chand jaise taaron ke dil mein pane
yeh pyar aaise khile
chanda ki doli mein, pariyon ki jholi mein
shehzadi aayi meri Disha oo oo oo o
TITLE TRACK - HEYY BABYY

Ishq Mohobbat Pyaar ki baatein

Bekaar ki baatein

Jhoothe hai saare vaadein

Rasmein na jaane

Kasmein na maane

Kar woh jo thaane

Hum to begde sehjaade

[Hey Babyy je le de is pal ko

Hey babyy Kal ki sochenge kal ko]2

Aaja yahan mere sang aake zara jhoom le jaane jaa
Yun na jala Hoothon se hoothon ko zara chumm le jaanejaa
ho armaano ki in raaton mein

Aag lagi hai mere jazbaaton mein

Mujhko na eshe tadpaa

Ishq Mohobbat Pyaar ki baatein

Bekaar ki baatein

Jhoothe hai saare vaadein

Rasmein na jaane

Kasmein na maane

Kar woh jo thaane

Hum to begde sehjaade

Hey Babyy je le de is pal ko

Hey babyy Kal ki sochenge kal ko]2



Kisko pata jana dhal jaayeg kab jawaaniyon ka nasha

Chal dilruba lele dono milke zindaganiyon ka mazaa
ho madhoshi mein kho jane de hota hai jo bhi yara

ho jane de

Dooriyan rehena darmiyaa

Ishq Mohobbat Pyaar ki baatein

Bekaar ki baatein

Jhoothe hai saare vaadein

Rasmein na jaane

Kasmein na maane

Kar woh jo thaane

Hum to begde sehjaade

[Hey Babyy je le de is pal ko

Hey babyy Kal ki sochenge kal ko]2

MITWA -KABHI ALVIDA NA KEHNA

MITWA -KABHI ALVIDA NA KEHNAjaaniye heeriye
jaaniye heeriye
mere mann ye bata de tu
kis or chala hai tu
kya paya nahi tune
kya dhundh raha hai tu
jo hai ankahee jo hai ansuni
woh baat kya hai bata
Mitwa kahein dharkanein tujhse kya
mitwa yeh khudse toh na tu chhupa

mere mann ye bata de tu
kis or chala hai tu
kya paya nahi tune
kya dhundh raha hai tu
jo hai ankahee jo hai ansuni
woh baat kya hai bata
Mitwa kahein dharkanein tujhse kya
mitwa yeh khudse toh na tu chhupa

jeevan dagar mein prem nagar mein - 2
aaya nazar mein jab se koi hain
tu sochta hain tu puchata hain
jiski kami thi kya yeh wohi hain
haa yeh wohi hain - 2
tu ek pyasa aur yeh nadi hain
kaahe nahi isko tu khulke bataye
jo hai ankahee jo hai ansuni
woh baat kya hai bata
Mitwa kahein dharkanein tujhse kya
mitwa yeh khudse toh na tu chhupa

teri nigaahen, paa gayi rahein
par tu yeh soche jaaun na jaaun
yeh zindagi jo hai naachti toh
kyon bediyon mein hai tere paanv
preet ki dhun par naach le paagal
udta agar hai udne de aanchal
kaahe koi apne ko aaise tarsaaye
jo hai ankahee jo hai ansuni
woh baat kya hai bata
Mitwa kahein dharkanein tujhse kya
mitwa yeh khudse toh na tu chhupa
mere mann ye bata de tu
kis or chala hai tu
kya paya nahi tune
kya dhundh raha hai tu
mitwa...