Thursday, May 29, 2008

(rang raliyon ka hai mela

(rang raliyon ka hai mela
saath hai saathi albela
aur is anjaane safar mein
dil ka raaahi hai akela) - 2
(dheere dheer dil jaane laga
dheere dheere koi bhaane laga) - 2
dheere dheere har na na na bhi
ho gayi dekho ha
dheere dheere hua dil yeh jawaan
dheere dheere jage naye armaan
dheere dheere har na na na bhi
ho gayi dekho ha ha ha

(nayi nayi raahen nayi manzil

(nayi nayi raahen nayi manzil
naye naye jalwe nayi mehfil
sab kutch hai naya aur dekho
nayi si ada se dhadke dil) - 2
(dheere dheere gayi duniya badal
dheere dheere badla har pal) - 2
dheere dheere har na na na bhi
ho gayi dekho ha
dheere dheere hua dil yeh jawaan
dheere dheere jage naye armaan
dheere dheere har na na na bhi
ho gayi dekho ha ha ha

Saturday, May 17, 2008

AKSHAY KUMAR

Bollywood actor Akshay Kumar is the latest film celebrity to be bestowed with an honorary doctorate degree by the University of Windsor in Canada. In fact, Akshay was honored in Ontario on May 9 as he has been actively involved in the social work both in India and Canada. Significantly, the actor is in the process of setting up a home for the elderly, especially those in the Indian community, many of whom are neglected by their kin. On receiving the doctorate Akshay said, "This honor that I have received today is bigger than the Oscar, I am truly humbled". Akshay now has joined the league of honorary doctorate personalities like Yash Chopra, Amitabh Bachchan Shabana Azmi and Shilpa Shetty, who were conferred similar kind of honorary doctorates from foreign universities in the past.

FROM:----http://www.india-forums.com/bollywood/

[(dekhoon tujhe toh pyaar aaye

[(dekhoon tujhe toh pyaar aaye
sine se dil chala jaaye) - 2
tere aane se pehle, tere jaane ke baad
aati hai aati hai teri hi teri yaad
teri hi yaad sataaye] - 2
dekhoon tujhe toh pyaar aaye
sine se dil chala jaaye

aankhon mein tera hi chehra rehta hai
yaadon pe tera hi pehra rehta hai
nindon mein tere hi sapne sajate hai
honton pe tere hi nagame bajate hai
o mere rehnuma tujhse hai har daastaan
tu hi hai manjil meri, tu hi hai mera jahaan
tu hi mera jahaan
tere aane se pehle, tere jaane ke baad
aati hai aati hai teri hi teri yaad
teri hi yaad sataaye
dekhoon tujhe toh pyaar aaye
sine se dil chala jaaye

mujhpe jo chhaaya hai tera junoon hai
tu meri bechaini mera sukuun hai
tera pyaar hai sawaar mujhpe toh iss kadar
ik siva tere na aaye koyi nazar
aur gehri huyi dil ki gehraayiya
abb toh ?? nahi mujhko tanahaayiya, mujhko tanahaayiya
tere aane se pehle, tere jaane ke baad
aati hai aati hai teri hi teri yaad
teri hi yaad sataaye
(dekhoon tujhe toh pyaar aaye
sine se dil chala jaaye) - 2

Na hai yeh pana

Na hai yeh pana
Na Khona hi hai
Tera Na hona jane
Kyun hona hi hai
Tum se hi din hota hai
Surmaiye shaam aati
Tumse hi tumse hi
Har ghadi saans aati hai

Zindagi kehlati hai
Tumse hi tumse hi
Na hai yeh pana
Na Khona hi hai
Tera Na hona jane
Kyun hona hi hai
Aankhon mein ankhne teri
Bahoon mein baahein teri
Mera na mujhe mein kuch raha hua kya
Baaton mein baatein teri
Raatein saugatein teri
Kyun tera sab yeh ho gaya
hua kya
Mein kahin bhi jata hoon
Tumse hi mil jata hoon
Tumse hi tumse hi
Shoor mein khamoshi hai
Thodi se Behoshi hai
Tum se hi tum se hi
Aadha sa wada kabhi
Aadhe se jayada kabhi
Jee chahe karlu is trah wafa ka
Chode na chote kabhi
Tode na tute kabhi
Jo dhaga tumse jud gaya wafa ka
Mein Tera sharmaya hoon
Jo mein ban paya hoon
Tumse hi tumse hi
Raste miljate hai
Manzile miljati hai
Tumse hi tumse hi
Na hai yeh pana
Na Khona hi hai
Tera Na hona jane
Kyun hona hi hai

haan Hai Koi to wajah

haan Hai Koi to wajah
To jeena ka maza yun aane laga
Yeh hawaon mein hai kya
Thoda sa jo naasha yun chane laga
Pucho na pucha mujhe kya

Hua hai teri raahon mein aakar Pucho na pucha na
Pucho na pucha mujhe kya
Milega teri bahon mein aakar

Yeh Ishq Haaye Baithe bithaye
Jannat dikhaye haan
O raama
Yeh Ishq Haaye Baithe bithaye
Jannat dikhaye haan

Todi mene sare hi bandhan zamane Tere
Todongi na mein vada
Aadha hissa mere to dil ki kahani ka tu
Piya Mein baaki aadha
Dekho na dekho mujhe hua hai
Teri yaadhon mein kho kar
Pucho na pucha mujhe kya
Milega teri baton mein jeekar
Yeh Ishq Haaye Baithe bithaye
Jannat dikhaye haan
O raama
Yeh Ishq Haaye Baithe bithaye
Jannat dikhaye haan

Mere jaise lakho mile honge
Tujhko piya
Mujhe to mila tuu hi
Tu hi mere hooton ki khilti hui se hasi
Gila bhi piya tu hi
Dekho na dekho mujhe kya hua hai
Tujhe sapno mein lakar dekho na dekho
Pucho na pucha mujhe kya
Hua hai teri baaton mein aakar
Yeh Ishq Haaye Baithe bithaye
Jannat dikhaye haan
O raama
Yeh Ishq Haaye Baithe bithaye
Jannat dikhaye haan
haan Hai Koi to wajah
To jeena ka maza yun aane laga
Yeh hawaon mein hai kya
Thoda sa jo naasha yun chane laga
Pucho na pucha mujhe kya

Hua hai teri raahon mein aakar Pucho na pucha na
Pucho na pucha mujhe kya
Milega teri bahon mein aakar
Yeh Ishq Haaye Baithe bithaye
Jannat dikhaye haan
O raama
Yeh Ishq Haaye Baithe bithaye
Jannat dikhaye haan
Yeh Ishq Haaye Baithe bithaye
Jannat dikhaye haan
O raama
Yeh Ishq Haaye Baithe bithaye
Jannat dikhaye haan

Ek din ..Ek din teri raahon

Ek din ..Ek din teri raahon
Baahoon mein panaahon mein
Aungaa khojaunga
Ek din tera ho jaunga ]2

[Yeh dil to na keh yeh baatein
dil to na keh saka]2

[Tu jaane na tu
Chaahat meri kitni betaab hai ]2
Ho jo barso meri palkon mein tha
Tu wohi khwaab hai

[Har ghadi har ghadi yaadoon mein
vaadon mein iradon mein
Aungaa khojaunga
Ek din tera ho jaunga ]2

[Yeh dil to na keh yeh baatein
Dil to na keh saka ]2

[Yeh Jhukti nazar
Jaane jigar hosh lejati hai ]2
Mein kaise kahon
Ek ajnabi dard dejati hai

Chupke se Chupke se teri neeedon mein
Khwaabon mein khayalon mein
Chaaunga Khojunga


[Ek din ..Ek din teri raahon
Baahoon mein panaahon mein
Aungaa khojaunga
Ek din tera ho jaunga ]2
[Yeh dil to na keh yeh baatein
dil to na keh saka]4